Jai maa Bhawani. Ham darte hai jab ham rajput yuva ko galat sangat, bure vyasan aur chichori harkat karte dekhate hai. yuva patan ki aur hai hame rokana hoga. Mai swayam 22 year ka Yuva hu aur in saari ghatanao ko apane aas paas dekhata hu. shayad maa aur dadi aaj kal veer purusho ki gaatha sunakar bachcho ko nahi sulati. shayad ham nahi jeet pa rahe hai Yuvao ke dil. Burai rupi mugalo se ladane ke liye hame 1 nahi 1000 maharaana pratap chahiye. VEERO Ka Aahawan ho............ jai maa Bhawani.
Orca :: Interactive Forum Script
kahi Hamari veerta na kho jaye
- Message
aapke vichar achhe hai ,samaj ke sabhi yuva aapki tarh vichar kare va burayiyon se dur rahenge tabhi hamara samaj aage badega
dhanyvad
आप सच कहते है आज के राजपूत युवाओ में वो दम नहीं रहा जो पिछली पीढ़ी में था इसके १ नहीं कई कारन है हमे उन कारणों का हल निकलना होगा तभी हम अपनी युवा शक्ति का सही उपयोग कर पायेंगे
Copyright@2007Ravindra Shekhawat





